Teri yAad se 1 Lamha nahi hai khali
Tu phool hai GARDEN ka hum uske hain maali.
Tumhe chaye ka shoq hai aur hum hain pyali.
Tu paer hai khajur ka main hon daali.
Dekha kitni mohabbat hai puri nazam banali
Mujhe malum hai apki koi to majburi hogi
Jo aap ne itne kam peson mein Apni Izzat LOotwali............ ;->
American: hamaray haan dogs bomb dhoondh letay hain Japanese: hamaray haan to fish ball se khelti hai Pakistani: hamaray haan to bandar bhi sms parh leta hai
barsaat ke mausam main aap ka dil chahta ho ga,
barish main nahanay ka,
geet gungunanay ka,
paani main chhai chhappa chhai karne ka,
barsaat main sab frogs ka dil yehi karta hai.
Dozakh
Main
Shaitano
Ne
Ehtijaj
Ker
Rakha Hai
K Humare
Us
Dost
Ko
B
Giriftaar
Kia
Jaye
Jo
Is
Waqt
Zameen
Per
Azad
Ghoom
Raha Hai
Aur
"NAIK"
Logon
K
SmS
Parh
Hai...... :P
aap yahan maze se sms parh rahe ho or udhar poori saudi govt pareshan hai. sab aap ki talaash mein hein jaldi pohncho! kyun ke haji pather marne ke liye aa gaye hain.