Lamha lamha waqt guzar jaega... 7FERO k sath koi Tumse bandh jaega abhi Bhi waqt Hai kisi SE affair kar lo kya Pata kal kaun sa Namuna tumhe saup diya
jayega...
Sheikh Sb k betay ki shadi thi.. sub Mehman intizar kr rahe thy k kab sheikh sb khanay ka bolen gey.. Raat k 2 baj gaye to sheikh sb se bhi raha na gaya .. unho ne garamjoshi se kaha.. sub 4,4 ho ker beth jayen..sub mehman khush ho gay k khana khulney wala hy.. phir sheikh sb ne sub k agay Tash pattay rakh diye k khelo