what is the meaning

what is the meaning


What Is The Meaning
Of "P-C-B" ?









U Must Be Thinking

"Pakistan - Cricket -
Board"





But








Its Now

"Pakistan - Crises -
Board" ;->
  

May, 06 2010     188 chars (2 sms)     3615 views       Funny

more Funny SMS Messages

Baap: Beta Shadi K Din Susral Walay
Ghari Dein Tu Suit Mang Lena. Scooter Dein Tu Car Mang Lena,
Dokan Dien Tu Ghar

Beta: Dady Larki Dein Tu Oski Maa Mang Lon?
How Wud u Differentiate

Between


Murgha & Murghi






Nahi Pata . . . ? ? ?











Simple Hai








Throw A Stone. . .






Agar Bhaga Tou Murgha


Aur


Agar Bhaagi Tou Murghi . . . ;->


The most rommantic country of the world..?



guess!




O yes! pakistan u know y?




har raat candle light dinner... =P ;->
(thanks to kesc)


Museebat Main Ho to Kabhi Ye Na Socho k Konsa Dost Kaam Aayega...
.
.
.
Balkay
.
.
.
Ye Socho K...

Ab Konsa Dost AUQAAT Dikhayega....!
"jab hum nikale gali se woh din thi holi,
meri jan-e-maan nind se jagi aur aankhey kholi,
me jab guzara uske ghar se woh chillayi aur boli,
.
.
.
hailla!!!
.
.
Kya insaan ke bachhe aise bhi hote hai??




If I were to make a dictionary

CUTE - YOU

SWEET - YOU

THOUGHTFUL - YOU

GOOD LOOKING - YOU

BEAUTIFUL - YOU

LIAR - ME ... =P ;->
Love Tip:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
"Don''t Love"...!!!
Baap Betay K Skool Se Wapis Aya Aur Bola
Beta School Se Shikayet I Hai

Betay Ne Kaha
''Konsi Shikayet Papa ,Mein Toh Mahinay Sy School Nai Ja Rha..
Duniya Main Sab Se Himmat Wala Kaun?


DHOBI-

Kabhi Bhi Kisi Ke Ghar ja kar bol sakta hai sahib bibi ji ko bolo Kapray nikal kar rakhe main abhi aa kar le le leta hon
Shohar. Chalo Tumsay Shadi ker kay mujhe ek to bohat bara faida howa.

BV. kon say fida,

Shohar. Mujhe maray GONAHUN ki saza dunya may hi mil rahi hay.....
Kissi Se Nahi Kaha Tere Fasanay Ko .. janay kaisay Khaber Ho gai zamanay ko … “GATTAR” band ho gaye sarey shaher ke …. Kis Ne Khaha tha tumhien nahanay ko..
aap kahin bohat zarori kaam say ja rahay hain lakin achanak apk rastay main aik kali billi aa jay tu iska kia matlab hai?
.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.
sochain ahi aur sochain
.

.

.

.

.

.

.

.

.
aray bhaee osay bhi koee zaroori kaam hoga isliay tu kahin ja rahi hai :)