Yeh soch kar pareshan hoon mai
"kal bhi bhutto zinda tha aaj bhi bhutto zinda hai"
DOSTO!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kia bhutto
"STAR PLUS"
mai kaam karta hai..=P;->
Kid: Ammi aaj abbu ne bus main mujhse kaha k Aunty ko bethne k liye jaga de do.
Mom: Phir tumne jaga di?
Kid: No.
Mom: Q?
Kid: Main to khud abbu ki goad main betha tha.
Doctor: Jab Ap Ko Pata Tha K Chipkali Ap K Mu Me Ghus Rhi Hy To Ap Chup Q Thy?
Sardar: Pehle Cockroch Gya Tha To Muje Laga K Chipkali Usy Pakar Legi.. ;-)