Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
Ek baar ek baccha apne daadiji ke kaan me ek laal mirch daal deta hai. But instead of scolding the child, daadi starts laughing. Bolo why?
.
.
.
.B''coz
.
.
.
.
.
.Mirchi sun.ne waale always khush... (Radio Mirchi 98.3FM)