''Plumber: Pipe Naya Laga Diya Hai Aur 1000 Rupay Bill Hogaya Hai.
Man: Aray Itna To Main Engineer Ho K Bhi Nahi Kamata.
.
.
.
.
.
.
.
Plumber: Sahi Keh Rahy Ho. Main Bhi Nahi Kamata Tha Jab Engineer Tha.''
yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->