Chandi ka ghora soney ki lagam
Msg parhne walon ko mera salam
7up,Sprit peene walon kabhi paani bhi piya karo
Free k Msg parhne waly kabhi msg bhi kiya karo.
wife:Suniye zara aap kitchen se garam masala le kar aaien
Husband:magar yahan to nahi ha
Wife:mujha pata tha apko nahin mila ge is liya main pehle ley aai thi