Once Hrithik is trying to convince Preity Zinta about his love. She is so adamant that she doesn''t care... Finally, Hrithik gets a fan and starts and confesses his love... Preity Zinta is convinced and happy!
Batao kyun???
-
Kyunke preity kehti hai... "Is baat ko agar tum zara ghuma phira ke kehte, to achha hota!"
Pappu Pinky ko pasand karta hay or Pinky Pappu k bhai ko jab k Pappu k bhai ko Pinky ki behen achi lagti hay lekin Pinky ki behen Pappu ko pasand karti hay haalaan k Pappu pehlay hee Pinky ko chahta hai.
Ab jab k Pinky ko Pappu acha nahi lagta aur Pappu ka bhai Pinky k liay raazi nahin hai aur Pappu Pinky ki behen se pyaar nahi karta jab k Pinky ki behen ko Pappu ka bhai acha nahin lagta...
Ab batao k is poori situation main kya kiya jaye..? ;->