A beggar meets another beggar.

A beggar meets another beggar.
A beggar meets another beggar.
A software engineer meets another software
engineer.
Both of them ask the same question to each other.
What is the question ???

So, Which Platform are you Working on ???
  

May, 20 2010     207 chars (2 sms)     4120 views       Funny

more Funny SMS Messages

Kis kadar Khub hai dilagi aapki,
aaj bhi dil basi hay Mohabat aap ki,
jab bi fursat ke lamhe Mile hame dil ne mahsoos ki hay kami aap ki
Mummy Ye School Kya Hota He

Beta Ye Wo Jagah He
Jaha Parent Ko Luta Aur Bacho Ko Pita Jata He
Agar kisiko kisise pyaar hojaye toh kya karna chahiye????









think!!!!!!!!!!!!










dono ki shaadi karwa deni chahiye...
SAALON KA BHOOT UTAR JAAYEGA....... ;->

Judge mulzim se:kia tm ne pehly b kbi jail kati ha?
.
.
.
Mulzim:janab 2 dafa koshsh kr chuka hn magar slakhen bht moti thi me kamyab nai ho ska:-D
Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye
Step by step the journey goes on,
Little by little it may seem so long.
Forget about your past, you can"t change it,
Forget about your future, you cant predict it.
Just think about present, you can handle it.
Enjoy presents every moment & be happy....
HAPPY BIRTHDAY to U....!
Yad aata hai mujhko tera bachpan ka zamana
Patli patli tangon par latka hua pakhana .
Wo behti naak ko hath say poonch kr gaal per lagana
Gali mein beth kr sare Muhalle ko Show dikhana,
Qamar say makhiyan uratay howay aawaz lagana,,,,,

Ammi dho day
1 Pathan ki beti ko kisi ne SMS kia
I LOVE YOU
Pathan ghuse ma beti se kehta hy:
jis ne sms kia hy usay ma dekh lu ga filhal tm uska sms usay wapis bhejo... ;->
''mulk ki bhi 1 sarhad hoti hai,
bachay ki bhi 1 zid hoti hai
or kitna intezar karoon tere sms ka
arey yaar kanjoosi ki bhi koi hudddd hoti hai''
''"5" sawalön k sahi Answer dene per apko milega piza..!

Challenge.

1.China Kis Mulk Me Hai?

2.14Aug Kis Date Ko Ati Ha?

3.Green Rung Kis Colour Ka Hota He?

4.Temater Ko Urdu Me Kya Bolte Hain?

5.Quaid-e-azam ki qabar me kon dafan hai?''
AGAR APKO LAGTA HAI KI AP
BEAUTIFU HAIN,

SMART HAIN,

CHARMING HAIN

TOU


KUTTA PALIYE…

SAAP PALIYE..

SHER PALIYE









Magar
KUDA K WASTE
GALATFAIMI MAT PALIYE. . . ;->
Girlfriend & Police
Main Kia Baat Common Hy ???






SoChO !








SoChO !










Aur SoChO !














Donoo Hi Paisa Kha Kr
Chor Dete Hyn ! ;->