DaD: Mazar-e-Qaid Kaha hai?
Son: Pata Nahi
Dad: Kabhi Ghar se Nikla karo
Son: Abu ,Yaqbon Sahab Kaun Hain?
Dad: Pata nahi
Son: Kabhi Ghar mian bhi ap Raha Karu !
Shiekh ka beta girl friend k saath ghoom phir k ghar aya to baap ne pocha kitne paise kharch kiye.
Beta: 50 rupay
Baap: Itne ziada
Beta: Us k pass itne hi thay