Biryani kana y ki dua!
Niyat karta hoon Main 4 plate biryani ki,
Vastey 15,20 boti"k",
Bama zarda,raita aurbb salad"k"
Muon mara deigh ki taraf,
Bismillah
Darya-e-Ravi main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai, par tension ki koi baat nahi hai Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai.
A Sardar & his wife were waiting for train
itne main KHYBER MAIL aa gaye
Sardar bhag k train mein charha
or
apni wife se bola
jab khyber female aye to tum bhi ajana