Bhagwan Duniya par BEER peene aya. 12 bottles pine ke baad Sardar ne Pocha " aap ko Charhti Kyu Nahi?
Bahgwaan: Main Baghwaan hon.
Sardar: Charh Gai hai salay Ko.
Iblees
Ne 1 din apne cheelön se kaha!
Logon ko
TLAWAT
ZIKAR
TASBiH
Se door rakhne ka khas Nuska
Batao?
Cheelon ne yak zuban ho kar kaha:Sir sms Free krwa dain.
Ek admi ki ammi ke NIC per beva likh diya gaya
woh admi gusse mein apne abba ke saath
Nadra ke office gaya
or pathan manager ko bola isse shahi karke do,
Pathan manager ne pistol nikali
Or uske abba ko mar diya
or bola yeh lo shahi ho gaya