Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
Wohi Sheikh sb k batay ne kaha abu meri shadi pe atish bazi bhi honi chahye.. Sheikh sb kehtey beta fiker na karo koi patkha thuss nai hoga .. jab barat le ker gaye to Sheikh sb sub se agay they orr mou se awazen nikal rahe they.. THA THA THA .. DUZZZ DUZZ DUZZ... Wah sheikh sb ..