Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..
Baap:
Beti tum muje
pehle PAPA kehti thi,
Ab tumne muje DAD kehna Shuro kardia,
Kya waja hai?
Beti:
Cmon DAD, PAPA kehne se lipstick kharab ho jati hai..