Judge: Tum qabool karte ho k tumne kapre ki dukaan se 5 baar chori ki hai, to kia kiya churaya?
Chor: Janab ek saarhi.
Judge: lekin ek saarhi ke liye tumhe 5 baar chori karne ki kia zaroorat thi?
Chor: "4 baar meri biwi ko saari pasand nahi aayi thi...
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.
Koi to hath utha kr MAANG raha hoga,
Koi sur sangeet RAAG raha hoga,
Yun to sms krnay ko or bhi hain,
Per hum ne socha is waqt 1 tu he Bewaqof JAAG rha hoga ;->