mai rahi hoon rah-e-adam ka m
ujhe zindgi ki fikar nahi
mai ji raha hoon is ghari m
ujhe aglay pal ki khabar nahi
mai beta hoon hawaon ka m
ujhe koii bhi pakar na sake
y
unhi phirta hoon gali gali mera kahin pe koii ghaar nahi
sochta hoon kiya chal sake gain mere saath ehbab mere
chala hoon aankh band kar ke m
ujhe rast
un ki khabar nahi
mai kho gaya hoon kh
ud say hi ,m
ujhe apni hi talash hai
chal raha hoon dhoop main mere sar pe koii Aabar nahi
mere pas y
unhi baithe raho mere dil pe hath dharo zara
mere dil ko thora karar do meri wehshat
un ko sabar nahi
ye kitab dil ki kitab hai isse samajhte hain samajhne wale
ye falsafa hai m
uhabbt
un ka yahan koii zair-o-zabar nahi ..............