Jo khayal thay na qayas thay wohi log h
um se bichar gay
Meri zindagi ki jo aas thay wohi log h
um se bichar gay
Jinhein manta he nahi yeh dil wohi log hain mere h
umsafar
M
ujhay har tarah say jo raas thay wohi log h
um se bichar gay
M
ujhay lamha bhar ki rafaqaton k azab or sataen gay
Jo meri
umar bhar ki payas thay wohi log h
um se bichar gay
Yeh khayal saray hain arazi yeh g
ulab saray hain kaghazi
G
ul-e-arzoo ki jo baas thay wohi log h
um se bichar gay
Jinhein kar saka na qabool mein wohi shareek-e-rah-e-safar h
uway
Jo meri talab meri aas thay wohi log h
um se bichar gay
Yeh raat din meray sath hain wohi ajnabi k ajnabi
Who jo dharkano ki assas thay wohi log h
um se bichar gay