D
uKH ANMOOL HOTAY HAIN
Q
udrat ki wadiyat hotay hain
Kabhi k
uch day kar jatay hian
Kabhi s
ub k
uch cheen laitay hain
Kabhi bechain kartay hain
Kabhi jeena sikhatay hain
Kabhi bantay hain jab aansoo
umer bhar yeh roolatay hian
Kabhi lab ki hansi ban kar..
Naie d
uniya sajatay hian.....
Kabhi meethi kasak ban kar....
Anjani khalish ban kar
Makeen-e-dil yeh bantay hain
Kisi so
urat nahin mittay
Jo in say door bhago to
u
Nahin janay nahin daitay
Na zindah rehnay daitay hain
Na yeh aazad kartay hian
Nahin jis ki dawa koi
Yeh aisa dard hotay hain
Magar yeh bhi haqeeqat hai
Har ik ko to
u nhain miltay
Baray nayaab hotay hain,
Yeh d
ukh anmool hotay hian..!
D
uKH ANMOOL HOTAY HIAN !......