u SMS Messages24959 messages

Mohabt woh ho, jo jan ki dhop ho

FEB- ki barish ho

MAR- ki sham ho

APR- ki hawa ho

MAY- ki subah ho

JuN- ki chawon ho

JuL- ki khushbo ho

AuG- ki taron bhari rat ho

SEP- ki chandin ho,

OCT- ki rim-jhim ho,

NOV- ki bahar ho

DEC- ki sard raat main meiry sard hath hon,

or aap k liye dua ho,

Always b happy
utra hai mery Dil mai koi Chand Nagar sy,Ab khauf nai koi andheron k Safar sy,Wo Baat hai tujh mai k koi tujhsa nai hai,A Kash koi Dekhy tujhy meri Nazar se
Maut mangte hain to zindgi khafa ho jati hai.
Zehar lete hai to wo b dava ho jati hai.
Tu hi bata aai mere dost kya karun,
jis ko b chahte hai bewafa ho jati ha.
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hai,
meri har aah har dard samjhti hai,
pata hai majbur hai tu aur main bhi,
phir bhi aankhen didar ko tarasti hai
Ajnabi Ban K Koi Aaya Tha,
Aisa Laga Vo Mera Saaya Tha,
Log Karte Hai Roshni Ghar Me,
usne To Dil Me Diya Jalaya Tha
TAMAM GAM BHuL JANE KO G KARTA HE AAJ, MuSKuRANE KO G KARTA HE, BAHuT G LIYE SAHARE AAPKI YADON KE, AAJ APKE PAS AANE KO G KARTA HAI.
Mila hai sab kuch fariyaad kya karein,
Dil hai pareshaan to jazbaat kya karein,
Woh kehte hai ki hum unhe yaad nahi karte,
Bhule hi nahi jise ab usse yaad kya karein.
Tinko s bane pal, pal se bane lamhe,
Aur lamho ne waqt ko buna,
Har pal koi kissi ke saath nahi reh sakta,
Iss liye khuda ne yaadon ko chuna.
Pyaar me maut se darta kaun hai,
Pyaar ho jaata hai karta kaun hai,
Aap jaise dost par duniya qurbaan,
Aur aap kehte ho ke hum par marta kaun hai
Dosti ka rishta purana nahi hota,
Iss se bada koi khazana nahi hota,
Dosti pyaar se bhi pyari hai,
Kyun ki iss mein koi DOST pagal ya deewana nahi hota.
sab yahi kahte hai ki laga rakhi hai khushbo mai ne
kisi ke yadoo se mahekte hain koi kia jane
Agar zindagi mein judai na hoti,
To kabhi kisi ki yaad aayi na hoti,
Saath hi gujarte har lamhe to shayad,
Rishton mein ye gehrayi aayi na hoti...