Be qarar tanhaiyon ka silsila reh jayega,
tere mere darmiyan b
us Ik khala reh jayega,
ashq beh jayenge sarey d
ukho k sailaab main,
a
ur koi paniyo mai jhankta reh jayega,
m
ujhko mere h
umsafar aisa safar DAR paish he,
Rasta kat bhi gaya to fasla reh jayega,
log so jayenge khamoshi ki chadar o
urh kar,
chand s
une angano mai jagta reh jayega,
Jo kabhi
us nay parhi thi m
ujhse mang kar.
naam mera
un kitabo mai likha reh jayega . . .