u SMS Messages24959 messages

Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai,hame unse kehni kuch baat baki hai,maut aayegi to keh denge zara ruk abhi maray dost se ek mulakat baki hai.
usay kehna usay hum yad kartay hayn,Diyey jeb shaam ki dehleez pe jalaye jatay hayn,Sitaray aasman pe jeb timtimatay haynShabnam k aanso se phool jeb nahatay hayn,Hum us dem apni aankhon mayn usay abad kartay hayn,usay kehna usay hem teb yad kartay hay.
usney kaha mujh sey kitna pyar hai, mainey kaha

Setaroon ka bhi koi Shumar hai.

usney kaha kon tumhain sub se azeez hai,

mainey kaha Dil pe jiska Ikhteyar hai.

usney kaha kon sa tohfa mein tumhein do,

mainey kaha wohi Sham jo udhar hai.

usney kaha saath kab tak nebhao gay,

mainey kaha jitnee Sanson ki raftar hai.

usney kaha mujh ko yaqeen aye kaise,

mainey kaha mera Naam "AITBAR" hai..
Lafzoo ki justjo ma sub Kuch ganwa dia,wo chal dia ma tarz-e-ada dhundta rha,us ko kisi na rub se lia mang,or ma sajday ma gir k harf-e-dua dhundta rha
Hijar ki aag main sulgo to bura lgta ha

Tm mre dedar ko tarso to bura lgta hy.

Ak tamana hy faqt muj pe mehrban rho

Tm kisi aur ko dekho to bura lgta hy.

Meri roh tarasti hy teri kushbo ko

Tm kahin aur jo mehko to bura lgta hy.

Arzu hay k tere roop ko har pal dekhon

Tm mere pas say utho to bura lgta ha
Teray galay main jo banhon ko daal rakhtay hain
Tujhey manaanay kaa kaisaa kamaal rakhtay hain

Tujhey khabar hay tujhey soochnay ki khatir hum
Bohat say kaam mukaddar pay taal rakhtay hain

Koee bhee faislaa hum sooch kar naheen kartay
Tumhaaray naam kaa sikka uchaal rakhtay hain
Daikho gaY humany roz mugar bat na ho ge.... ''ik shehar main rh kur bhe mulaqat na ho ge... ,jo kehna ha tum ko abi keh do.... wrna''kul hum hon ga mugar sortay-e- hal na ho ge.... jo pochna ha tum ko abi poch lo.... wurna''kul shaher main be rusmay swalat na ho ge...,wo jeet be jainy gay to koe jeet na ho ge''hum haar kur bhe jainy gay to koe mat na ho ge...
Main teri chahton ka ahtram karta hon, main teri azmaton ko salam karta hon, Mil jain tujhy jahan ki sab khushian, or gham sary mein apne naam karta hon, Din to kat he jata hai mera dunya k kamon mein, Raat ko teri tasveron se kalam karta hon, Mangta hon mein khuda se teri mohabat, mein to bas in he duaon ka ahtamam karta hon, tum se shuru hua meri mohabat ka safar, tum per he apni mohabat ka ikhtetam karta hon.
Rishtoon ki yeh Duniya hai nirali
Sab Rishtoon se Pyari hai dosti tumhari
Manzoor hai Ansu b Ankhoon main hamare
Agar a jaye Muskaan hout pe tumhare
Apne labon ki Hansi Aap k Naam kar Dengay,Har Khushi Aap Pe Qurbaan kar Dengay,Jis Din Hogi Kami Meri Dosti Men,Zindagi ko Moat Kay Naam kar Dengay.
Na jane tum par itna yakeen kyun ha.

Tera har ik khayal haseen kyun ha.

Kehte hein pyar ka dard metha hota ha

Phir ankh se nikla hoa ye aansu namkeen kyun ha
Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi,
Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi,
Kar ke mohabbat koi nahi bachega,
Aur jo bachega use tanhai mar dalegi.