qareeb ma
ut khari hai zaraa thahar jao
qazaa se aankh lari hai zaraa thahar jao
thaki thaki si fazaayen b
ujhe b
ujhe taare
bari
udaas ghari hai zaraa thahar jao
nahin
ummeed ki ham aaj ki sahar dekhen
ye raat ham pe kari hai zaraa thahar jao
abhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa hai
tamaam raat pari hai zaraa thahar jao
phir is ke baad kabhi ham na t
um ko rokenge
labon pe saans ari hai zaraa thahar jao
dam-e-firaaq mein ji bhar ke t
um ko dekh to l
uun
ye faisale kii ghari hai zaraa thahar jao X