u SMS Messages24959 messages

Ajab Shan Hy Hussain Tmhare Lashkar Ki
Kahan Se Dhoondh K Lain Misaal ASGHAR Ki
Sitara Ab B Fajar Ka udaas Hota Hy
Sunai Deti Hy Ab Bhi Azaan Akber Ki..
Janat Ki Arzoo Main Kahan Ja Rhy Hain Log….
Janat To Karbala Main Khareedi HuSSAIN(a.s) Ny….
Duniya-o-Akhrat Main Jo Rehna Ho Chain Sy….
Jeena ALI(a.s) Sy Seekho Marna HuSSAIN(a.s) Sy..
Relationships never Die a Natural Death

They are alwayz Murdered by Attitude,

Behaviour,Ego, Hidden Benefits or Ignorance.

Gud m0rnInG..
Always try to be more sensitive about peoples feelings.

Because sometimes a tear means happiness and a smile means hurt..
Friendship is not built with special people.

People become special after becoming friends.

So the moral is: u r not special. I made u special..
The only way to stop any pain in your life is to

accept the fact that nothing is yours,

nothing was yours,

and nothing will ever be yours.

They are worldly attachments; given by ALLAH,

belonging to ALLAH and returning back to ALLAH..
Zom e kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikle

Wo 72 they jo kirdar k ghazi nikle

Is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hy

Jitne Shabbir k qatil thy namazi nikle.
DuKHTY DILON KE SADA MATAM-E-HuSSAIN(as)….

YANI KHIRAJ-E-SEEL-E-WAFA MATAM-E-HuSSAIN(as)

ME SOACH HE RAHA THA ILAJ-E-GuM-E-HIYAAT….

BE SAKHTA KISI NY KAHA MATAM-E-HuSSAIN(as),..
Kia Jalwa Karbala Mein
Dikhaya HuSSAIN Ne
Sajde Mein Ja k Sar
Kataya HuSSAIN Ne
Naize Pe Sar Tha Aur
Zubaan Pr Aayatei?
QuRAAN Is Terha
Sunaya HuSSAIN Ne
NANA k DEEN Pe Har
Cheez Waar Dii
Kuch Na Apne Paas
Bachaya HuSSAIN Ne
Kyun AAQA (S.A.W.W) Ko
Na Apne Nawasey Pe
Naaz Ho
Har QAuL
MuSTAFA (S.A.W.W) Ka
Nibhaya HuSSAIN Ne,.
Pehlay Baahon me Lena Phr Seene Se Lagana Phr Methi Methi Baty Krna Phr Khoob Kiss Krna Phr Bister Pr Litana . . . . Kita Mushkil hay Bacchon ko Sulana.
“Guzri hui zndgi ko kbi yad na kr

Taqdir me jo nhi likha uski faryad na kr

Jo hoga woh hokar hi rahega

Tu kal ki fikr me aj ki hansi barbad na kr.
uss Ki Awaz Sun Lon Tou Mil Jata Hai SakooN Dil Ko

Dekho Tou Sahi Mere Dard Ka Elaaj Kaisa Hai…