yeh bat samajh main ayi nahi a
ur mom ne samjhai nahi! Main kaise mithi baat karoon jab mithi cheez khai nahi?
Yeh canda kaisa mam
u hai jab mom ka wo bhai nahi?
q lambay baal hain bhaloo k kiyon
us ki tind karwai nahi?
kiya wo ganda bacha hai? ya j
ungle main koi nayi nahi?
nani k h
usband jab nana haan or dadi k h
usband jab dada haan t
u kiyon baji k h
usband baja nahi?
Yeh baat samajh main ayinahi a
ur mom ne samjhai nahi