u SMS Messages24959 messages

Wafa pe hmari aitbar rakhna
Ham badall nai sakty itna yad rakhna

Dena chahte ho agr khushiyan humain "samina"
To khud khush rehna aur apna khiyaal rakhna
KOCH IS TARA WO MERI ZINDAGI ME AAYE
KOCH IS TARA ME OSKI ZINDAGI BAN JAO
KuCH IS TARA WO MERE SAAMNE AAJAE
KuCH IS TARA ME OSKI MOHABBAT BAN JAO
KuCH IS TARA WO MuJE APNA LEIN
KuCH IS TARA ME OSKI ZINDAGI K KHuSHI BAN JAO
KuCH IS TARA WO MuJE PANA CHAHE
Story:
1 Din Ek Pagal Lrki Phulon Se Khel Rahi Thi

Halke Halke Baaten Kar K Phulon Ko Bosay De K..

Shayad Kuch Soch Rahi Thi..
Yakayak 1 Kantay Ne Aa K us K Honton Ko Zakham Bakhsha

usne Phulon Ko Hata K Kante Ko Muthi Mai Le Kar
PYAR Se Thora Chuma

Shayad Wo Jan Gai Thi PYAR K Badle Yehi Milega.../
Saavli Si Larkii

Yay Raaz Samajhti Thii

Chaar Din Ki Baatein Hein

Aagey Ghum Ki Raatein Hein

Yay Jo Raahi Aayaa Hay

Siraf Ik Waqti Saayaa Hay

Jeewan Ki Tapti Dhoop Mein

Har Aik Saayaa Paraya Hay

Haqeeqat Ko Such Samajhti Thii

Saanvli Si Aik Larki....
Rut Haseen Ayi Kesi

Aayaa Jub Wo Pardesi

Muskura Diya Jeevan

Phool Khil Rahay Aangan

Saanvli Si Larki Nay

Piyaar Paa Liya Aapnaa

Jo Sajaya Thaa uss Nay

Such Hoova Wohi Sapna

Khud Pay Naaz Karti Thii

Sanvlii Si Aik Larki
aanvli Si Ik Larki

Aarzoo K Gaon Mein

Intizaar Karti Thii

uss Ki Zindagi Mein Bhi

Ik Bahaar Aa Jaey

uss Ki Duniya Mein Koi

Lay Kay Piyaar Aa Jaey

Sapnay Boonti Rehti Thii

Saanvli Si Aik Larki


Aaj teri galiyon se guzri ha myat meri "Faraz"...

Dekh m
y k baad b hm ne rasta nhi bdla.
Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun...

Wah wah

Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun

.

.

.

Dafa ho jao yahan se mein tum se naraz hoon
Hum sa ehl-e-dil tujhe kahan mile ga Faraz,

Jo tere sitam bhi sahay aur tujhe duaa bhi day...
Hum zindage Ki bheer me itnE Kho ge Faraaz,

Pta nhi chala Kab

Aalu 40 rupay or timatar 80 rupay Kilo ho ge..:-)
Abhi tu mien ne hakeem ki sari dwai nahi khai thi "fRAZ"

AuR wo kehti ha....

.

.

.

.

.

Tuba Tuba kra ditti tu zalma...
Ek us k hansne se dunia me ronakeiy hain Faraz . . . .

Wo udas ho to zamana bara weraan lagta hai.