Asy bhe mohbat ke saza dati hai d
unia
mar jay to jeny ke d
ua dati hai d
unia
h
um kon say momin thay jo ilzam na shaty
pathar ko bagwaan bana dati hai d
unia
karo na naaz hatoo ke lakiro pay itna faqiroo
hathoo ke lakiro ko mita dati hai d
unia
ya zakham mohbat ka hai dekhana na kese ko yaroo
la k sary bazaar saja dati hai ya d
unia
marny k liya karti hai majboor to lakin
jeeny k tarqy sikha dati hai ya d
unia
asy bhe mohbat ke saza dati hai d
unia