Acha dost “Hath” a
ur “ankh” ki tarhan hota hai.
Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai,
A
ur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.
Milte hai acche Dost sirf kh
ushnasibo ko,
Isliye hamari Kismat se jalna chod do,
Tamanna ho agar hamare dost se milne ki,
To jakar AAINA dekh lijiye…
Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa kh
ushb
u hamari laayegi.;
H
um dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki h
um na honge a
ur h
umhari yaad t
umhe sataayegi..! !!
Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
E dost wo t
um hi ho,
Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.