us nay m
ujh say kaha
meray saathi!
t
um ko m
ujh say jo hay gila ....kiya hay?
kabhi f
ursat milay t
u socho,
manzilain kion hain? fasla iya hay?
apnay apnay safar pay niklay log
m
ushtarka raston pay chaltay hain
hamrahi kay hisar main jitnay
din nikaltay, chiraagh jaltay hain
apni apni
umeed kay dar-o-baam
zindagi kay safar main miltay hain
m
utaqil dard, aarzi aram
t
um meray hamsafar t
u ho lekin
h
um kahin say bichar bhi saktay hain
dair tak aik taweel rastay par
saath t
u ajnabi bhi chaltay hain!!!!!!!