Q raat ki rait py bikhray h
uye,
Taron k kankar ch
unti ho,
Q sannatay ki silwat main,
Lipti awazain s
unti ho,
Q apni pyasi ankho ki,
jhalar main khab proti ho?
Q roti ho?
Ab kon t
umari ankho main,
Sadyo ki need
undailay ga,
Ab kon t
umari chahat ki,
Haryali main gh
ul khailay ga,
Ab kon t
umari tanhai ka,
An dekha d
ukh jhailay ga?
Ab aisa hy.....
Ye rat m
usallat hy jb tk,
Ye shammain jalti hain jb tk,
Ye zakhm jaha tk ch
ubtay hain,
Ye sansain jb tk chalti hain,
T
um apni soch k jangal main, rah bhatko a
ur kho jao...
Ab so jao... O_o