Qissa abhi hijaab say aagay nahin barha...
Mein aap, wo, janab say aagay nahin barha...
M
uddat h
uee kitaab-e-m
uhabbat sh
ur
u kiye...
Laikin mein pehlay baab say aagay nahin barha...
Lambi m
usafatein hain magar is swaar ka...
Paaon abhi rakaab say aagay nahin barha...
Logon ney sang-o-khisht k qilay bana liye...
Apna mehal to khawab say aagay nahin barha...
Tool-e-kalaam k liye mein ney kiye sawaal...
Wo m
ukhtasar jawab say aagay nahin barha...