Apni aankhon se sabhi ashk baha kar sona, T
um meri yaad ka her deep bh
uja kar sona, Ek sitara bhi mere khyal ka baqi na rahy chandni shab k nishanaat mita kar sona,
dar lga rehta hai neend hi kaheen cheen na ly,
Tera her roz mere kh
uaab men aakar sona,
Baad main log gira bhi den to koi baat nahi
her taraf piyar ki deewar
utha kar sona
S
ubha hoty hi tere shehar se jana hy m
ujhy
Aaj ki raat zra m
ujh ko Mana kar sona.....