J
udai Say Mara
Wo b Nahi Main b Nahi,
Dono Insan hain
Kh
uda wo b Nahi Main b Nahi,
Wo M
ujhay,or Main ose Ilzaam daitay hain Magar,
Apne Andar Jhankta wo b Nahi MEin b Nahi,
ZAmanay Ne Ker dia dono mein Paida Ikhtlaaf,
Warna Fitrat Ka ß
ura wo b Nahi MEin b Nahi,