Wo jisay samajhtay thay zindagi
Meri dharkano ka faraib tha
M
ujhay m
uskrana sikha k wo
Meri rooh tak ko r
ula gaya
Wo k jis ko panay ki chah mein
Mein kabhi khilta g
ulaab thi
Meri pati pati bikhar gae
M
ujhay aisi thokar laga gaya
Ajab shakhs tha wo ay zindagi
Jisay samjh k bhi na samajh sakay
M
ujhay chahta bhi gazab ka tha