Iss baar k
uch aisa mein chahta hoon
T
um ko apna banaana chahta hoon
Bh
ula kar apne sab gham
T
umhe dilse apnana chahta hoon
T
umhe t
umhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon
Apne naam k saath joar kar t
umhara naam
D
uniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon
Kab ho Q
ubooliyat ki ghari na jaane
T
umhe har d
ua mein mangna chahta hoon
Ho jaao t
um meri a
ur main t
umhara
Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon
T
um se hi ki bass mohabbat main ne
Apni sari zindagi t
umhare sang chahta hoon
Karta hoon aaj main ye iqraar
Main bass t
umhe bass t
umhe hi chahta hoon
Haq ke saath kahoon t
umhe main apna
T
umse bass aaj main yehi raza chahta hoon…