Der lagi aane mein t
umko sh
ukr hai phir bhi aaye to
Aas ne dil ka saath na chhoda waise ham ghabaraaye to
Shafaq, dhanak, mahtaab, ghataayen, taare, nagmeiN, bijali, ph
uul
uss daman mein kya kya k
uch hai vo daman haath mein aaye to
Chahat ke badle mein h
um toh bech de apni marzi tak
koi mile toh dil ka gahak, koi hamen apnaaye to
kyn ye mihr_angez tabass
um madd-e-nazar jab k
uch b nhi
haaye agar koi anjaan agar iss dhoke mein aa jaaye to
s
uni s
unaai baat nahin hai apne
upar beeti hai
phool nikalte hain sholoN se chahat aag lagaaye to
jhooth hai sab tareekh hamesha apne ko dohraati hai
achchha meraa khwab-e-jawani thoda sa doharaaye to
nadaani a
ur majb
uuri mein yaaro k
uch toh farq karo
ek bebas insaan kare kya t
uut ke dil aa jaaye to....