tum se SMS Messages198 messages

Tum Itne Khubsurat Ho, tum se Bahar Bhi Sarminda Hai,
Kabhi Bhul Se Bhi Kabristan Mat Chale Jana
Warna Murde Kahe Uthange, Abhi Hum Bhi Jinda Hai..
Ye mulaqat ek bahana hai

Pyar ka silsila purana hai

tum se bus kam hai itna..........

Mujhe apna



TOILET dhulwana hey ;->
Kabhi kabhi meri ankho
main Saya lagta hai ..

Jo apna hia woh
praya lagta hai

tum se milney ki
Tmana tu bhot hai

Lekin

Anay janey main karyaa
bohat lagta hai........
Kabhi kabhi meri ankho
main Saya lagta hai ..


Jo apna hia woh
praya lagta hai



tum se milney ki
Tmana tu bhot hai

Lekin



Anay janey main karyaa
bohat lagta hai........
Tum pas aae.yon mukarae.

Apne batis dant muj ko dikae.

Dekh k mera dill

phoot phoot rota hai.

yar tum se ik brush b

theek se nehin hota hai.
Boy : Agar Main Kahon Mujhe tum se Mohabbat Hai Aur
Meri Bas Yahi Chahat Hy Tou Kya Kaho Gi?



Girl : Me Tm Se Kahungi Ye Bat Agar Tum
Kahin Khana Khila K Kehte, Zara Mobile
Balance Dalwa K Kehte Tou Acha Hota... ;->
Khudi Ko Kr HaseeN Itna k KatreeNA KAIF Khud tum se Kahay.

>


>


>



>



>



>



>




>



"Aj Kala Jora Paa Sadi Farmaish Tay"
tum sey doosti karney k faiday,

"Bandar dekhney zoo nahee jana pardta"

aur


aur

Aur tumhara koi faida nahee
Mein tum sey pyar karta hoon! mein tumharey baghair zinda naheen reh sakta, agar tum mujhe na millee to mein khudkushi kar loon gha, chahey kuch b ho jaye mein tum sey hee mohabat karta rahoon gha.


Shabash seekh liya.......ab rozana 10-15 sey yehi bol diya karna
Pathan Halwai Sy
Tum Kitny Saal Sy Jalebi Bana Rahy Ho?

Halwai Bary Fakhar Sy
30 Sal Sy

Pathan: Bari Sharm Ki Bat Hy
tum se Aaj Tak Jlebi Seedhi Nahi Bani:-D
aarey tum sey keh rahey hein k hum sey mohabat naam kee kissi cheez ka na zikar karna na ummeeed,

kyun k teen cheezein kabhi b badal saktee hein,
1-qismat
2-waqt

aur offcourse "Apun"
aarey tum sey keh rahey hein k hum sey mohabat naam kee kissi cheez ka na zikar karna na ummeeed,

kyun k teen cheezein kabhi b badal saktee hein,
1-qismat
2-waqt

aur offcourse "Apun"