B careful!
1Unkown No Se Apko sms Aa Sakta Hy
Jis Se Screen Pe Meri Foto A Jye Gi Plz Dekhe Bina Delete Kr Dain QK Pehle He Aadha Karachi Dewana Ho Chuka Hy ;->
Machhar Aur Makhi ki Ho gayi Shaadi
Pahli hi rat se ho gaye Machhar ki Barbadi
Machhar ne kaha Meri to QISMAT hi PHOOTI hai
Makhi Roz Rat ko GOOD NIGHT laga kar soti hai.