Manzil ki taraf barhtay raho,
Jo dil kahe woh kare woh raah chuno.
Peeche walon ko aagay mat aanay do.
Or jo aagay hain unse aagy niklo.
.
Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay.
Reason Of Smile:Ek Ghar Se Har Waqt Hasne Ki Awazain Ati Thi.
Ek Din Ek Sahab Us Ghar Ki Taraf Gae K Itni Khush-Gwar Zindagi Ka Raz Malom Hoske.
Whan Jakar Pocha To Unho Ne Btaya, Ke Mere Biwi Larai Karte Waqt Mujhay Belan Se Marti Hai.
Agar Lag Jae To Wo Hasti Hai Aur Na Lage To Me Hasta Ho :-D