Baap:baita, paper kaisa huwa?
Baita:bus pehla sawal choot gia!
Baap:acha! aur baqi?
Baita:teesra mujhe aata nhe tha!chotha mai karna bhool gia!paanchwa mujhe nazar nhe aya!chatta paper ki pichle taraf tha,mai ne dekha he nhe
Baap ghusy mai bola:aur dosra?
Baita:bs srf wohe galat huwa hai ;->
New song for all boys
ek larki ko dekha tu aisa
laga
kabhi chapal laga kabhi
taphar laga
kabhi muka pera
kabhi sendel pera
kabhi ghar mai peta
kabhi roar mai mara
mindar k gante sa bajta
gaya
hoooooooooooooo
Pathan''s Wife Bought A
Beautifl Sweater For Her
Husband...
She Sent It To Him By Parcel
Along Wid A Note ... Tht Said
"d Buttons Of d Sweatr r Removd
Since They Were Too Heavy & added
To d Postage. U''ll Find ''Em
In d Rite Hand Pocket Of The
Sweater" ... ;->
Ek taaza kalaam aaya hai...
Arz kia hai...
Jis ko ho sir azeez...
Woh hum se hat ker chaley...
Hum sir phiron ke saath...
Koi sir phira chaley...
Wah wah :-"