Jab bhi tumhara msg aata hai Hamara room room machal jata hai Aang aang mein gudgudi hota hai Yeh tumhara sms ka kasoor nahi hai Yeh toh mobile ki vibration ka kamaal hai
Namashkar, yeh hamari faltoo SMS seva hai, is mein hum logon ko waqt-bewaqt tang karte hain. Is seva ka labh uthane ke liye shukriya, ab aap apna kaam kariye.