*JOKE*

*JOKE*
*JOKE*
Why do women live longer than men?
Shopping never causes heart attacks....but paying their bills does!
  

May, 25 2010     111 chars (1 sms)     3427 views       Funny

more Funny SMS Messages

Aaj tum nein kaha tha naa k aaj tumhara dimagh boht chal raha hai!



to yaar jaldi sey chautha(4th) gear lagana mein nein ghar jaldi jana hai
ROTI V/S SMS


2000

1 sms 7 Rs
1 roti 2 Rs

2003

1 sms 5 Rs
1 roti 2.5 Rs

2005

1 sms 2 Rs
1 roti 3 Rs

2008

1 sms 0.23 paisa
1 roti 5 Rs

2009

700 sms 7 Rs
1 roti 7 Rs
.
.
.
.
.
.

2015

No roti
Only sms
Nayi-Nayi Shadi Thi
Naya Tha Zamana
Dulha Bechain Tha
Sun-Ne Ko Gana
Dulhan Ne Shuru Kiya
Gana





"Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibana"
In Our Life
Cracks May Come Between Friends..


But
Some Times



Cracks May Come As Friends


Like U.....
Farishta Murday Say: Main Hisaab Lainay Aaya Hun
Murda: Ayay Ho Mere Zindagi Mein Tum Bahar Bun K
Farishta: Hisaab Shoru
Murda: Pocho Zara Pocho Mujhay Keya Huwa Hai
Farishta: Allah Ko Yaad Kiya
Murda: Kabhi Bhoola Kabhi Yaad Kiya
Farishta: Kiya Tum Allah Say Dartay Ho
Murda: Pyar Keya To Darna Kiya
Farishta: Main Ja Raha Hun
Murda: Akailay Na Jana Mujhay Chor K Tum...
Farishta: Tum Cheez Keya Ho?
Murda: Main Cheez Bari Hon Mast Mast... ;->
when we throw a ball in the air why does it come down?
no Physics answers
.
?
.
?
.
bcoz no one is there up 2 catch the ball:-DB-):-)
Ek Beggar Ne Darwazay Per Dastak Di,
Admi Ne Andr Se Poch Kon?

Faqeer:Allah Ka Mehman.
Ye Sun Kr Wo Admi Faqeer Ka Hath Pakr Kr Masjid Le Gya,
Or Bola Apko Galti Hui Hai.
ALLAH Ka Ghar Ye Hai. . . .
Darya-e-Ravi main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai, par tension ki koi baat nahi hai Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai. i main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai, par tension ki koi baat nahi hai Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai.
Vakeel:
Judge Saab, Is Insan Ne Apni Biwi Ko Qatal Kia,
Salay Ko Qatal Kia,
Kaee Begunah Logo Ko Qatal Kia,
Paisay Khae,
Ghundagardi Ki,
Ye Pehle Bhi Jail Ja Cuka Hai,
Ap Bataye Is Drinda-Sift Or Corrupt Insan Ke Sath Kya Hona Chahye?
.
.
.
.
.
.
Judge:
Isay Pakistan Ka President Bana Do ;->
Hum ishq mein bhi kamaaal kartey hain,

“I love you” likh kar “send to all” karte hain..
1friend:
Yaar Mera Mobile Kharaab Hogaya Hai
Koi Acha Sa Dentist Batao
2friend: "Dentist Wo Kiu?
1friend:
Yar Mere Mobile Ka Bluetooth Kharab Ho Gya Ha
Kya Halat Hogyi Hai
Zamane Ki,

Sabko Aadat Hogyi Hai
Paise Bachane Ki,

SMS To Company Ne kab
K saste Kar Diye,

Par Fitrat Nahe Badli
Chilar Bachaney Ki..-;>