ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.
School se hasil ki hum ne education.
Phir bhi na samajh paaye dil ki difinition
Dil k darwaze pe likh diya no admission
pHir bhi ap chae aay withoutpermission
2 bachon ki baywa maa chothi dafa shadi kar rahe thee,
theek nikah k waqt dosra bacha ronay laga,
maa boli:"chup ho jao warna agli dafa sath nahi laon gi".......