''Pani me tairna machli ka style
Hawa me udna "POPAT" ka style
Different sms bhejna,phone karna humara style
Fukat ka sms padna,phone sun-na Aapka style..''
Chandi ka ghora soney ki lagam
Msg parhne walon ko mera salam
7up,Sprit peene walon kabhi paani bhi piya karo
Free k Msg parhne waly kabhi msg bhi kiya karo.