suna SMS Messages357 messages

suna hai asar hota hai baaton me,
tum bhi bhul jaoge do char mulaqato me.
humse ruth kar jaoge kahan,
tumhari dosti ki lakir hai in hathon me.
Dil kar raha hai keh....
aaj tumhein akeiley mein...
le ja kar...
apney hontoon se eik...
kis...
kis...
kis..
kiss...
kissa sunaon bili aur chohey ka..........
Tum ne suna hai.

Nahein suna?


Waqain nahi suna?

CNN pe?

BBC pe?

PTV pe?

Geo pe?


Nahin to phir mere se he sun loo.



I MISS U.
Dost gazal hai gungunane ke liye,
dosti nagma hai sunane ke liye,
ye woh jazba hai jo sabko milta nahin,
hausala chahiye dosti nibhane ke liye.
jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi ek shaks yaad ayega,
tab bhool jayenge zaindagi ke gamon ko,
Jab aap ke saath guzra waqt yaad ayega
jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi shaks yaad ayega ,
tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko ,
jab AAp ke saath guzra waqt yaad ayega
Who Is A Frnd?

Frnd Wo Jo Bin Bulaye Aa Jaye

Bila Waja Sar Kaye

Aap Ek Bolo Wo 10 sunaye

Kabhi Sataye

Kabhi Rulaye

Magar Hamesha Sath Nibahye... :)
mein jashn-e-aamad-e-sarkar yoon manaonga
k jhoom jhoom k naat-e-nabi sunaonga
wiladat-e-shah-e-deen ka mahina aaya hai
gali makaan dukaan aaj sub sunaonga
juloos-e-jashn-e-wiladat ehtiraam k sath
qadam qadam pe duroodon k gul khilaonga
Sar gair k Aage na jukane wala

Aur Nezey pey bhi Quraan sunaney wala

Islam se kya poochte ho kon Hussain

Islam ko Islam banane wala . . .
Farsh-e-aza jahan may bichatay rahenge hum,
paigham shah-e-din ka sunatay rahengay hum,
Pyasay Hussain(a.s) pyasiSakina(a.s) k naam per,
dushman b ho to pana pilatay rahenge hum..
Momin ki har sada ko taira intezar hay
eman ki baqa ko taira intezar hy
phr sajda e hussain ki hayat hay deen ko
aa ja ka la ilha ko taira intezar hy
parda hata k daikh mairey daur k hussain
haan aab bhi karbala ko taira intezar hy
Baichain zulfiqar hy beetab murtajis
Abbas e bawafa ko taira intezar hy
Tu hi suna sakay ga sahi maqtal e hussain
Har majlis e azza ko taira intezar hy
Parwardigar
suna Hy k Tu Rehta Hy Sheh-Ragg k Qareeb

Jab Khanjar Gardana-e-HUSSAIN Pe Chala Tou Tujh Pe Kia Guzri ???

Allama Iqbal