Suna hai asar hota

Suna hai asar hota
Suna hai asar hota hai baaton me,
tum bhi bhul jaoge do char mulaqato me.
humse ruth kar jaoge kahan,
tumhari dosti ki lakir hai in hathon me.
  

Jun, 17 2010     146 chars (1 sms)     2839 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Kahin se dhoond k laa do wafa jo mil jaye

""Faraz""

Taras gaya hai jahan rasm-e dosti k liye.



meray khoshion k lamhay itnay muhtasur q hain FARAZ!
Guzer jatay hain mwray muskuranay se pehlay
Raat aksar hum se ye sawal krti hai 'FARAZ'

K kon hai tere dil main jo tujhe sone nahi deta.?.
tum tu kaha karte thay k waqat sahra hai faraz''

to phir shub tanhai main roya kauon karte ho,
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...



Tarteebay Sitam Ka Saleeqa Bhee Tha Osay Sahil


Oss Nay Pather Bhee Othaya Tu Mujay Pagal Ker Kay....
kitny ghuroor sy ulajtye ho mairy sath: meri jaan...................... tumhain maloom b hai mery paas koi aur nahi tery siwa

Faraz in Chinees Mood:


Chang Sho Shoi, Ting Pong Ching Pu FARAZ,


Shun Ching Chee Toi Toi, Oee Oee . . . !:-)


Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz....

Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
Hum to bejaan cheezon se bhi wafa krte han Faraz,

Uss mein to phir bhi meri jaan basi hai...
tere chahne ne mujhe pagal kar dala hai faraz

log puchte thy tera mia apne apko bhool jata hon...
Milnay ki gharz ho to chalay aatay hain apnon ki tarha "",

FARAZ

Dil bhar jaye to jawaab dena bhi gawaara nahi kartay..