jub koi pochta hai mujh

jub koi pochta hai mujh
jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat"faraz"

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..
  

May, 03 2010     102 chars (1 sms)     2689 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

kismat nay sath chora to pani ki bound k liye taras faraz,

warna koi zamana tha log ro ro k ansu pilaty thay ...


Piyaas aisi ke pee jaon samunder saaray...
Naseeb aisa ke Muyassar zeher bhi nahi...

Wafaain koi humse seekhay "Faraz"
"Jisse" toot ke chaha "Usse" khabar bhi nahi..!
wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..


Wo Mujhse Is Baat Pe Zid Karta Raha

FARAZZ


Main Tay Honda Hi Lay Saan :)
wo mohabton k sody b ajeeb krta hai.

faraz

bas muskurata hai or dil khareed lyta hai.
Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz,
Lakin nami ankhon ki kehti hai “mujhe tum yaad aate ho
Mohbat apni bi aser rukhti hai
“FARAZ”
Bohat yaad aiyan gay zara bhool
kar to dekho.
itne to burey na the jitne ilzaam lagaye logon ne faraz

kuch us ne humain badnaam kiya aag lagai apno ne...



Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
FARAZ
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...
samander main fana hona to qismat ki kahani he Faraz


jo mrtey hain kinaron pe mughey dukh un pe hota he



Khoone Jigar Se Ki Hai Ye Dastan Maine Raqam
FARAZ
Aur isi Roshnai Mai Dekha To Chehra Tera Tha