suna SMS Messages357 messages

suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai

FARAZ

Par Yahan To Imtehano Ne Zindagi Lel
Usey Sher sunney ka Shoq tha, Hamen Sher Kehney ka Zouq Tha ...

Isi Zouq-o-Shoq ne Ek Din, Usey Dil ka Haal suna diya .
Yeh kaisi mohabbat hay...!?!?!




suna tha hum nay laugo''n say...


Mohabbat cheez aisi hay...


Chhupaaey chhup nahee''n sakti...


Yeh aankho''n may chamakti hay...


Yeh chayhro''n pay damakti hay...


Yej lehjo''n may jhalakti hay...


Dilo''n tak ko ghulaati hay...


Lahoo eendhan banaati hay...


Ager yeh sach hay...?


To phir aakhir humai''n RAB say...


Bhala kaisi mohabbat hay...


Na aankho''n say jhalakti hay...


Na chayhro''n per damakti hay...


Na lehjo''n may sulagti hay...


Dilo''n ko aazmaati hay...


Na raato''n ko rulaati hay...


Yeh kaisi mohabbat hay...!?!?!
suna hay ab kay woh udaas rehti hai,
Us se kahon kay woh udaas na ho Kion kay!

Us ki udaasi k sath,
us ki aankhain bhee Num num si lagtee hain,


Us k honth bhee Chup chup say lagtay hain,
Us k yeh chup honth or num aankhain,


Meree kamzori hain,
Us se kaho!

Woh udaas na ho,
Jo woh chahti hai,

mujh se lay lay,
Be shak Chahay mujhay na,

apne munn pasand sathi k sang ho jaye,
Kion kay!

Us k udaasi meree kamzori hai
Faraz karo tum kuch na paao
Apna ap luta ker bhi
Faraz karo koi muker jaye
“Sachi kasam“ kha ker bhi

Aur faraz karo ye faraz na ho
Sachi aik haqeeqat ho...
Terey ishq ke her rastey per
Jana aik qayamat ho...

Aur suna hai ye qayamat
Khoon jigar ka peeti ha...i
Tum tou faqat faraz karoge
Mujh per ye sab beeti hai...
Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi,
Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi !
Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel,
Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi !
Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha,
Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi !
Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud,
Roshan hai kitani tej hawaon is zindagi !
Paas Hote Lab Choom k Jagate Tum Ko

Rakh K Dil Pe Haath Dharkanai''n sunate Tum Ko

Aur Jo Tum Sukoon Ki Aarzu Kerte

Rakhte Sar Seene Pe Aur Sulate Tum Ko ...
Mere Wajud Mein Wafa Ki Roshni Utaar De Phir Itna Pyar De K Mjhko Chahton Mein Maar De Bohat Udas Tha, So Uth K Tere Pas Aa Gaya Kuch Aisi Baat Kr Jo Dil Ko Chain De Qraar De suna Hai Teri Ik Nazar Sanwa rti Hai Zindgi Jo Ho Skey To Aaj Meri Zindgi Sanwar De
A Mahtaab Tu Kbi Jo Mera Chand Dekh Le
Qasam KHUDA Ki Apni Jan Tu Bhi Us Pr Waar De Mera Asaasa-E-Hayat Chin Gaya Hai Doston Do Chaar Din Ki Zindgi Koi Mujhe Udhaar De...
aaj phir un kaa saamanaa hogaa
kyaa pataa us ke baad kyaa hogaa
aasamaa.N ro rahaa hai do din se
aap ne kuchh kahaa sunaa hogaa
do qadam par sahii teraa kuuchaa
ye bhii sadiyo.n kaa faasalaa hogaa
ghar jalataa hai raushanii ke liye
ko_ii mujhasaa bhii dil jalaa hogaa
Soch Kay Tujh Ko Yeh Yaqeen Hota Hai,

Duniya Main Itna Bhi Koi Haseen Hota Hai,

Tujhe Chahne Se DiL Iss Liye Darta Hai,

Hum Ne suna Hai Bewafa Aksar Haseen Hota Hai..
Do hi Lafzo''n Ka Tha
Wo Afsana ...

Jo suna Ker Khamosh
Ho Bethey ...

Ibtida Ye K Tum Ko
Chaha Tha ...

Intiha Ye K Khud Ko
Kho Bethey ...
Mere Wajud Main Wafa
Ki Roshni Utaar De

Phr Itna Pyar De k Mujhy
Chahato''n Main Maar De

Bohat Udaas Tha So Uth
K Tere Paas Aa Gya

Kuch Aisi Baat Ker Jo
Dil Ko Chain-o-Qarar De

suna Hy Teri Ek Nazar
Sanwarti Hy Zindagi

Jo Ho Saky Tou Aaj Meri
Zindagi Sanwar De