shah SMS Messages202 messages

Q : Baadshah Akbar ke zamnay main Darayaye (river) ravi main zabardast Salab aya tha .. Lahore sheher ko zabardasht Nuksaan Pooncha Lekin baad shah Masjid jo Drayeaye Ravi ke pass hai woh nahi doobi bataye kyoon???


Ans : Badshah Akbar Ke Zamanay Mai Baadshahi Masjid Bani Hi Nahi Thi :)
1 Badshah k Agay Dunya k Kahane Ki har Cheez pari Hoti Hai Lakin Woh Nahi Khata, Or Kheta Hai k 1 Cheez Hoti To Khata,
Batao Woh Cheez Kya Hai.....

Challange 4 All...
Tell Me On My NUmber.
FeEl ThE WoRdS ....



Tasweer shahkaar Wo Laakho''n Main Bikk Gayo

Jis Main Bagair Roti k Bacha Udaas Hai ....
Nasirabad (Balochistn) mai 6 Aurton ko Zinda dafnaya gaya

K H A M O S H I

Sindh mein 1 Aurat ko Kutto ke agey daal dia gaya

K H A M O S H I

Qaum ki beti Afia Siddiqi par Amreeki jail mein zulm o jabr

K H A M O S H I

Jamia Hafsa ki 1500 talbaat ko Phosporas bombs se jala dia gaya

K H A M O S H I

60 Amreeki Drone attack se 1000 masum shehri shaheed

K H A M O S H I

Aaj aik Jaali video par itna
E H T J A J . . . ?
Us larki se hamdardi ya america se?
Daikho gaY humany roz mugar bat na ho ge.... ''ik shehar main rh kur bhe mulaqat na ho ge... ,jo kehna ha tum ko abi keh do.... wrna''kul hum hon ga mugar sortay-e- hal na ho ge.... jo pochna ha tum ko abi poch lo.... wurna''kul shaher main be rusmay swalat na ho ge...,wo jeet be jainy gay to koe jeet na ho ge''hum haar kur bhe jainy gay to koe mat na ho ge...
zikr-e-shab-e-firaq se vehshat use bhi thi
meri tarah kisi se muhabat use bhi thi

mujh ko bhi shauq tha naye chehron ki deed ka
rasta badal ke chalane ki aadat use bhi thi

us raat der tak vo raha mahv-e-guftagoo
masroof main bhi kam thaa faragat use bhi thi

sunta tha vo bhi sab se purani kahaniyaan
taza rafaqaton ki zaroorat use bhi thi

mujh se bichar ke shaher main ghul mil gaya vo shaKhs
haalaa ke shahar bhar se raqabat use bhi thi

"KASH"na jan khud ko nakaam kay bad zouq,
woh mana nahi par tujh say mohabbat usay bhi thi,

vo mujh se barh ke zabt ka aadi tha ji gaya
varna har ek saans qayamat use bhi thi
WO DIL KI BATIAN ZAMANAY BHAR KO NA YON SUNATA .. MUJAA BATAATA
WO EK DAFA TU MARI MUHABAT KO AZMATA .. MUJAA BATATA

ZUBAN-E-KHALKAT SA JANAY KIA KIA .. WO MUJ KO BAWAR KARA RAHA HAI
AIK DAFA TU ANNA KI DEWAR GIRATA .. MUJAA BATATA

ZAMANAY WALON KO KIA PARI K SUNAIN HAL-E-DIL SHAKASTAH...
MARI TU ARZO THI.. MUJAA BULATAH.. MUJAA BATATA

MUJAA KHABAR HAI ANDAIRAY USAY CHUPKAY CHUPKAY NIGAL RAHAY HAIN
MAIN US KI RAHON MAIN APNAY DIL KA DIYA JALATAH .. MUJAA BATATA

SITAM KIA HAI MUNEER .. K US NA shahAR CHORA HAI KHAMOSHI SA
MAIN US KI KHATIR YA SARI DUNYA BI CHOR JATA .. MUJAA BATATA
ay kaash kabi esa hota
tujh ko sirf mujh se piyar hota
kismat ka ye shahkar hota
waqt humara gulam hota
teri aankhon main halkore khata hua
wo aks sirf mera hota
duniya ka na phir koi dar hota
dushman na koi humare beech hota
ye zamana humara meet hota
mere labon pa tera geet hoya
main mar b jaoon to kiya hota
tu zinda hota mera piyar zinda hota......
ghume zndgi k zehar pee k shahid
woh jes k lehey aj hum mar rehe hain
bara khoof tha mere kurbat pay jen ko
meer mout se un ko shorat mele ge....
USKA HI ZIKR HAI AUR MAIN HUN
ISHQ BE KHABAR HAI AUR MAIN HUN

ZYADA KEHNA BHI KYA LAFZ HANSTE SE HAIN
USKA HI ASAR HAI AUR MAIN HUN

FASLE NA RAHE DOORIYAN MIT CHUKIN
PYAR KA IK shahAR HAI AUR MAIN HUN

EK GUMNAAM PYAR EK KHAAMOSH ISHQ
HASRATON KA NAGAR HAI AUR MAIN HUN
usi ik fard k wasty mere dil main dard kis liye..?
mere zindagi ka mutalba wohi aik shaks kis liye..?
to jo shaher main hi mukeem hai,,tu musafrat ki fiza hai kio..?
tera jo kawaran nahi gaya,tu yeh hawa main gard kis liye…
jo likha ha mere naseeb mian,kahin tune par tu liya nahi…?
Tere hath sard hain kis liye,tera rang zard hai kis liye..?
Woo jo tark-e-taluq ka ehad tha,kahin tootne tu nahi laga…?
Tere dil main dard ko dekh ker ,mere dil main dard hai kis liye..?
Koi wasta jo nahi raha,tere ankh main yeh nami hai kio..?
Mere gham ki aag ko dekh kar,teri aah sard hai kis liye..
Woh Chahta Tha Phir Bhi Koi Guftago Na Ki
Main Nay Bhi Poochnay Ki Justajoo Na Ki

Tasveer Teri Dekh Kar Ankheein Chaalkh Parein
Hum Nay Teri Ibadaat Kabhi Bay-Wuzu Na Ki

Baithay Rahay Chup Chap Hum Pardah Nasheen K Paas
Musa Ki Tarahan Dekhnay Ki Arzoo Na Ki

Woh Hay Nasha-e-Ishq Ki Lazat Say Bay Khabar
Jis Nay Ye Zindagi Kabhi Nazar-e-Sobo Na Ki

Karta Raha Biyaan Woh Gheroon Kay Samanay
Us Nay Kabhi Shekayat Merey Roo-ba-Roo Na Ki

KyuN Dil Mein Chuppaey Rakhay Hain Hum Nay Raaz-e-Ishq
Ahel-e-Janoon Ki Baat Kabhi Koo-ba-Koo Na Ki

Milta Nahi Hay Us Ko shahadat Ka Martaba
Rah-e-Kudha Mein Jis Nay Ye Gardan Lahoo Na Ki