Q : Baadshah Akbar ke zamnay main Darayaye (river) ravi main zabardast Salab aya tha .. Lahore sheher ko zabardasht Nuksaan Pooncha Lekin baad shah Masjid jo Drayeaye Ravi ke pass hai woh nahi doobi bataye kyoon???
Ans : Badshah Akbar Ke Zamanay Mai Baadshahi Masjid Bani Hi Nahi Thi :)
ek mard or ek orat bike pe ja rahey thay to policewaley ne rok kar poocha ye orat tumhari kia lagti hai ? mard ne jawab dia k, iss ka susar mere susar ka baap hai. batao orat or mard ka aapus mey kia rishta hai ?
Insaan Apni Marzi Se Paida Nahi Hota,
Na Hi Maut Usko Apni Marzi Se Ati Ha
To Phir Wo Paidaaish Or Maut Ka
Darmyaani Waqt Apni Marzi Se
Kyu Guzaarna Chahta Ha?