shah SMS Messages202 messages

NAAM MAIN SHAMIL KHOON HAI, KHOON MAIN SHAMIL QATAL E TAMANA HAI. KARIEN KIS SAY SHIKAYAT JAHAN MAIN shah, LAGA SAB KAY HATON PAR APNI MOHABAT KA KHOON HAI........................
JO GUFTUGU NAHI WO BAT BHI SUNA DOUNGA, TO EK BAR TO MIL SAB GILAY MITA DOUNGA. MAJAL HAI MUJHAY TUJH SAY KOI JUDA KAR DAY TO JAHAN JAYE GI MAIN TUJHAY SADA DOUNGA. TERI GALI MAIN BHOT DIER SAY KHARTA HUN MAGAR, KISI NEY POCH LIYA TO JAWAB KIYA DOUNGA. YUHIN UDDAS RAHA TO DEHKNA EK DIN, TAMAM SEHAR MAIN TANHAYIAN BICHA DOUNGA. WO DARD HI NA RAHA WARNA AYE shah MUJHAY GUMAN BHI NA THA KAY MAIN TUJHAY BHULA DOUNGA...........
Sardarni ne sardar se kaha me kapre nichor nichor ker thak gye hun mujhe ek spinner chahiye

to






Sardar doosre din shahid Afridi le aaya
Wasi shah¤
¤Nazar jab tum se milti he.
Me khud ko bhool jata hon.
Bas ek dharrkan dharrakti he
Me khud ko bhool jata hon.
Tumhen milney se pehley.
Me boht sajta sanwrta hon.
Magar jab tum sanwartey ho.
Me khud ko bhool jata hon.
Me aksar kitabon pe Tera hi naam likhta hon.
Magr kuch tum jo likhtey ho,
Me khud ko bhool jata hon
Me aksar ye hi kehta honktum se pyar karta hon
Magar jab tum ye kehtey ho,
Me dunya bhol jata hun.
Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling...
.
.
.
.
Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.
Jab Tak Chiragh Na Jaley shaheedon Ke Laho Se..


Kehte Hain Ke Jannat Main Chiraghan Nahi Hota.. !!


)~( HAPPY DEFENCE DAY )~(
In millions of books there is only one word.
If your vision is clear just
"Bismillah" is enough for you.

shah Abdul Latif Bhittai.
Chhoor kar sahil-e-hayat chala ab safina mera kahiein thahry
zahar peena mera muqadar hay aur tere hoont dil-nasheen thahry
kis tarah tere aastaan pe rukoon jab na paoon taly zameen thahry
Mein tera shahar chhoor jaoon ga...

Mujh ko itana zaroor kehna hay waqt-e-rukhsat salaam say pehly..
toor loon rishta-e-nazar mein bhi tu utar aye baam say pehly
ye meri jaan mera vaada hay kal kisi waqt sham say pehly..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga.........
Is se pahly k teri
chashm-e-karam maazarat ki nigaah ban jay..
Pyaar Dhal jay mere ashkoon mein aarazoo ek aah ban jay..
Mujh pe aa jay ishq ka ilzaam aur tu begunaah ban jay..
Mien tera shahar chhoor jaoon ga...

Is se pahly k sadagi teri lab-e-Khaamosh ko gila keh day..
Teri majaboriyaan na dekh sake aur dil tujh ko bewafa keh day..
Jany mein beKhudi mein kya poochoon,
jany tu beruKhi say kya keh day
mien tera shahar chhoor jaoon ga...

Is say pahly k tere hontoon say Ghair honoon k jaam Takraien
is se pahale ke zulf k baadal ajanabi bazuoon pe lehrayein
aur teri bebasi k nazary meri aankhoon pe aag barasayein..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga..
shahi Mewa
Pepsi Cola
Ding Dong Bubble
5 Star Molty Foam
National Tomato Ketchup
Shan Chat Masala
Matro Agarbatti
Millat Fan
Rooh Afza
Lado Sabun
Dawlance
Nokia
Nazpan Masala
Metro Bus
Geo Tv Netwark
Gold Leaf
Bio Amala
PIA
Dawn Bread
English Tooth Paste
Tibbat Cream
Bonanza
Ariel
Ponstan Tablets
Rose Patel
Lukmani Manjan
Picaso Pen
Haleeb Milk
Bata Shoes


Banane waloon..
AuR Meri Taraf sAy Aap Ko . . .

/-/ EiD MUBARAK /-/
One likes darkness, another is in the light.
Another drills to pile up worldly possessions.

What is, is in love, the rest is futile.
The world is nothing, its sultan and its shah all nothing.

Was there ever a sultan whose throne survived?
Is there a lover in this world whose name will fade?

May God bless my father who told my teacher:
"Teach my son love’s lesson, and nothing else."

Look at the soil and rock of the desert;
they’re mourning Majnun’s tears.

If Mazun dies as a pauper,
write on his tombstone: This is love’s abode. And nothing else
ik chota say sapna tha
us sapne mein koi apna tha
us apne mein kuch sakoon tha
jo zindagi ka junon tha
us junoon mein ek rahat thi
jo sirf teri chahat thi
us chahat mein ek andaz tha
jo meri dhadkano ka raaz tha
us raaz mein ek khushbo thi
jo meri sooch ki justuju thi
us justuju mein ek hararat thi
jo meri khushiyoun ki sharat thi
us shahrat mein mein ek ehsaas tha
k tou jo mere pass tha
us pass mein jo ek araam tha
woh bus sirf ek tera naam tha